Tuesday, March 13, 2012

Poetry by Parveen Shakir

Inline image 2

1 comment:

Anonymous said...

Humain Bhee jenay do hum bhe to teray jaisay hain
Humain Bhee dil kee dharkanon pe ikhtiyar naheen


yoon shab taar mai beetay ge kia apni hayat ?
kyun humain subha darakhshan ka intezar naheen


Humaray jism mai dorta hay khoon-e-hayat
Humain bhe zindage k qafilon mai goonjna hay


humain bhee chor do in mosmo ke beech main
humain bhee taar baraaan k suron ko cherna hay


Jahan per geet gaye jaa rhay hain ulfaton k
Humain bhee un raseeli vaadyon ko dekhna hay



Buhat tang a chykay ab zindagi ke talkhyun se
humain bhee zeest kee ranaayon mai jeenay do

Irfan Ur Rehman